New Urdu poetry 2018 is a very sad collection of Urdu poetry with images and latest sad Urdu SMS. Share the best Urdu Sad Poetry Pics and SMS 2018.
Dhundla Rahey Hein Shehr K Jaltay Howey Charagh,
Aey Neend Aa Bhi Jaa, K Boht Raat Ho Chukki..!!
Lafzo�n k Daant Nahi Hoty, Par Kat�ty Hyn
Aur Kaat Lei�n Tou Phir Un k Zakhm Nahi Bharty
Wo Mayoosi kay Lamhon mein zara bhi Hosla deta
To Hum Kaghz ki Kashti pe Samnder mein Utar jatey.!
Mat De kisi ko Dua apni umar lagne ki ��
�SAQI�
Yahan aise log Bhi hain jo tere liye zinda hain!
Karlo raabta Jab Tak Hum Zinda Hain
Phir Mat Kehna Chalay Gaye Dil Mein Yadein Basa kar
Badalti Rutt Ki Wajah Se, Zra Bojhal Tabiyat Hay
Yun Mera Haal Mat Poocho, Main Uss Ko Bhool Kar Khush Hoon
Muskurany ki adat bhi kitni mehngi pari hum ko
Chor gaya wo ye soch kar k hum judai main b khush hain�
Yaadon ki aag thi ke khayalon ki chaandni,
Shab bhar mere makaan main ik roshni rahi..
Hum to tanhayon se tang akar dost banane nikle the
FARAZ�
Dost bhi aise mile k aur tanha kargay
Log Dilon mein jaga kaisey bana Letey hain
Hum t? unki Zuban pay apna Naam tk na La sakey�
Apny Buss Main Kar Laity Ho.
Uff Kitna Be-Bus Kar Daity Ho.
hum pasand to sub ko the
dost
per sirf zarorat ki tarah
Ameer Huay To Itnay K Sab Kuch Unhi Per Luta Bethay,
Ghareeb hUay To Is Qadr k wApis Unhi k Dar Per jA Bethay.
Milne ka Vaada Un k mou�n se to nikal gya�
Poochi Jaga to hans k kaha!
KHWAAB me..!!!
Us Na Khuda Ke Zulm-o Sitam Haye Kiya Karon
Kashti Meri Daboyi Hai Sahal Ke Aas Paas
Samandar mai fana hona to kismat ki kahani he,
Jo marte hen kinaron par mujhe dukh un pe hota he.
Us ne yeh soch kr alweda keh diya �Fraz�
K yeh ghareeb log hain Muhabbt k siwa kia dain ge?
Mein Ne Sadyon Guzarna Hai Tuje
Tu Mera Aakhri Zamana Hai
Mana k bura hun mgr itna bi ni hun
Kuch nazron se gira hun mgr itna bi ni hun
Kisi Se Juda Hona Agar Itna Asan Hota Faraz
Tu Jism Se Roh Ko Lene Kabi Farishte Nahi Aate
Zabat Bhi Sabar Bhi Imkaan Mein Sab Kuch Hai
Pehle Kam-Bakht Mera Dil Tu Mera Dil Ho Jaye
No comments:
Post a Comment